Muhabbat ka irada badalna bhi mushkil hai,
Tumhein khona bhi mushkil hai tumhein pana bhi mushkil hai,
.
Zara si baat pe ankhein bhigo kar baith jate ho,
Tumhein to apne dil ka haal batlana bhi mushkil hai,
.
Mana ke khawab mein mulaqaat ho gi tum se,
Par tumhare bin neend aana bhi mushkil hai

0 comments:
Post a Comment